Thursday, 20 August 2015

Scheme of Examination of LDE for the post of Laboratory Assistant

11 comments:

  1. Sir,
    100% Promotion ka kya hua.
    Kya jo promise aapne kiye the woh chunavi jumle the ya aapko sirf MACP ki hi ladayi ladni thi.
    Attendant ki promotion ke bare me kuch socho sir g.

    ReplyDelete
  2. Sir,
    100% Promotion ka kya hua.
    Kya jo promise aapne kiye the woh chunavi jumle the ya aapko sirf MACP ki hi ladayi ladni thi.
    Attendant ki promotion ke bare me kuch socho sir g.

    ReplyDelete
  3. देवी लाल जी,
    शायद आप दुक्लसा की साईट पढ़ते नहीं हो. दूक्लसा ने वाईस चंसलोर एबम सभी ई सी मेम्बर को इसके सन्दर्भ में पत्र लिखा है और लगातार प्रयास कर रहें हैं. सेप्टेम्बर २०१३ से १०० % प्रमोशन का नियम जब ख़तम हुआ तो लोग कहाँ थे ? दिल्ली विश्वविध्यालय की ब्यबस्था के बारे में अगर आपको जानकारी है तोह आपको पता होगा की प्रमोशन के नियम बदलने की प्रक्रिया लम्बी होती है. क्योंकि एक कमिटी बनती है और वो कमिटी की रिपोर्ट इ सी से पास करानी होती है. दुक्लसा के प्रयास से कुछ बदलाव हो चुके हैं कुछ और होने हैं. चुनाव मैं मैंने कोई वादा नहीं किया क्योंकि चुनाव में निर्विरोध जीत हुई थी. मैं टी ए के पद पर हूँ और मुझे एम ए सी पी २०१२ में मिल गयी थी इसलिए आपका ये शक बेबुनियाद है की इससे मुझे फ़ायदा हुआ. मैं चाहूँगा की २०१६ का आम चुनाव में और भी अछे लोग आगे आयें ताकि हम सभी साथी का कल्याण हो.
    सबकुछ होगा किन्तु समय लगेगा.
    राजेश मेहता
    महासचिव

    ReplyDelete
  4. Sir,
    Sabse pehle to aapko clear kar doon kal jo mera msg tha woh individualy aapke liye nahi tha puri DUCLSA ke liye tha kyunki ye site DUCLSA ko represent karti hai shayad kisi individual ko nahi.
    Second aap jo badlav kah rahe ki aapne Promotion me kiye hain to ye bata ki kuch bhi naya nahi hua hai.
    Third aap time lagne ki baat kar rahe to aapko clear karde ki itne me bohat si post outside se fill ho jaengi to hum kya wah time wapas le aaenge.
    Forth aap keh rahe hain ki hum DUCLSA ki site nahi padte to aapko bata doon ki jo letter aapne likhe hain uske ilava bhi aur bold step lene honge like "Dharna".
    September 2013 me agar kuch galat hua hai to aapko use sahi karne ke liye Hi Nirvirodh chun kar bheja hai.
    Finally sir is blog ke jariye hun apni baat aap tak pahunchate hai but aapko jawab dete hue thoda Polite hona chahiye.
    Thank You

    ReplyDelete
    Replies
    1. Devi Lal ji,
      Reply of First: Agar aapko meri koi baat buri lagi toh chhama chahta hoon. Maine jawab sirf aapke liye nahin sabhi readers ke liye diya thaa.

      Reply of Second: pahle clubbing thi ab nahi hai. kya ye badlao nahin hai? Pahle Lab Asstt ke liye subjective test tha ab objective hai. Kya ye badlaw nahin hai? pahle Lab Asstt se TA banane ke liye qualification ka clause tha abb nahin hai. kya ye balaw nahin hai?

      Reply of third and Fourth: DUCLSA ki nayi team ko birasat mein sirf problems hi mili hain. Na office hai, na koi documents, na koi supoort. Phir jo kuchh ho sakta hai DUCLSA kar rahi hai. RR ek bada mudda hai aur isey EC se hi change karwa saktee hain.
      DUCLSA ka kis mudde pe kya action hoga ye Action aur Working Committee tai karti hai jo ki jald hone wali hai. Aap apne sujhao LIKHKAR jarur de.
      Thank you,
      Rajesh Mehta
      DUCLSA

      Delete
    2. Devi Lal ji,

  5. This comment has been removed by a blog administrator.

    ReplyDelete
  6. This comment has been removed by a blog administrator.

    ReplyDelete
  7. हम सभी का दुकलसा पर पूर्ण विशवास है। 100% प्रमोशन हमारा हक हैं , जिसे लेने के लिए हम सभी आप के साथ है । पर इस दिशा में यदि शीघ्र ही कोई कदम नही उठा तो सारी पोस्ट बाहर से भर ली जायेंगी और फिर बहुत देर हो चुकी होगी । उम्मीद है की जल्दी ही वर्किंग कमिटी धरने का आह्वान करेगी और एक बार फिर धरने से ही इस समस्या का समाधान हो सकेगा ।
    धन्यवाद

    ReplyDelete
  8. हम सभी का दुकलसा पर पूर्ण विशवास है। 100% प्रमोशन हमारा हक हैं , जिसे लेने के लिए हम सभी आप के साथ है । पर इस दिशा में यदि शीघ्र ही कोई कदम नही उठा तो सारी पोस्ट बाहर से भर ली जायेंगी और फिर बहुत देर हो चुकी होगी । उम्मीद है की जल्दी ही वर्किंग कमिटी धरने का आह्वान करेगी और एक बार फिर धरने से ही इस समस्या का समाधान हो सकेगा ।
    धन्यवाद

    ReplyDelete
  9. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete